Namaz ki Neeyat

Namazon ki niyat'ein

Farz:

Neeyat karta/karti hoon main 2, ya 3, ya 4 raka'at namaz-e Fajr, ya Dhuhr, ya Asr, ya Maghrib, ya Isha ki, waste Allah ke, munh mera Kaaba sharif ki taraf, Allahu Akbar. (I intend to perform 2/3/4 units of Fajr/Dhuhr/Asr/Maghrib/Isha prayer, for the sake of Allah, facing the Kaaba. Allahu Akbar.)

Sunnat -e- Muakkadah:

Neeyat karta/karti hoon main 2, ya 4 raka'at namaz-e sunnat-e-muakkadah ki, waste Allah ke, munh mera Kaaba sharif ki taraf, Allahu Akbar. (I intend to perform 2 or 4 units of sunnat-e-muakkadah, for the sake of Allah, facing the Kaaba. Allahu Akbar.)

Sunnat -e- gair Muakkadah:

Neeyat karta/karti hoon main 2, ya 4 raka'at namaz-e sunnat-e-gair-muakkadah ki, waste Allah ke, munh mera Kaaba sharif ki taraf, Allahu Akbar. (I intend to perform 2 or 4 units of sunnat-e-gair-muakkadah, for the sake of Allah, facing the Kaaba. Allahu Akbar.)

Witr:

Neeyat karta/karti hoon main 3 raka'at namaz-e wajib witr ki, waste Allah ke, munh mera Kaaba sharif ki taraf, Allahu Akbar. (I intend to perform 3 units of wajib witr, for the sake of Allah, facing the Kaaba. Allahu Akbar.)

Nafl:

Neeyat karta/karti hoon main 2 raka'at namaz-e nafl ki, waste Allah ke, munh mera Kaaba sharif ki taraf, Allahu Akbar. (I intend to perform 2 units of nafl, for the sake of Allah, facing the Kaaba. Allahu Akbar.)

Note: Tamam nafl namazon ki neeyat yahi hogi (All nafl prayers will have the same intention)

Juma'a:

Neeyat karta/karti hoon main 2 raka'at namaz-e Juma'a farz ki, waste Allah ke, munh mera Kaaba sharif ki taraf, Allahu Akbar. (I intend to perform 2 units of Juma'a farz, for the sake of Allah, facing the Kaaba. Allahu Akbar.)

Tarawih:

Neeyat karta/karti hoon main 2 raka'at namaz-e tarawih, sunnat-e-muakkadah ki, waste Allah ke, munh mera Kaaba sharif ki taraf, Allahu Akbar. (I intend to perform 2 units of tarawih, sunnat-e-muakkadah, for the sake of Allah, facing the Kaaba. Allahu Akbar.)

Eid-ul-Fitr:

Neeyat karta/karti hoon main 2 raka'at namaz-e Eid-ul-Fitr ki, 6 zayed takbeeron ke saath, waste Allah ke, munh mera Kaaba sharif ki taraf, Allahu Akbar. (I intend to perform 2 units of Eid-ul-Fitr prayer, with 6 additional Takbeers, for the sake of Allah, facing the Kaaba. Allahu Akbar.)

Eid-ul-Adha:

Neeyat karta/karti hoon main 2 raka'at namaz-e Eid-ul-Adha ki, 6 zayed takbeeron ke saath, waste Allah ke, munh mera Kaaba sharif ki taraf, Allahu Akbar. (I intend to perform 2 units of Eid-ul-Adha prayer, with 6 additional Takbeers, for the sake of Allah, facing the Kaaba. Allahu Akbar.)

Note: Upar likhi gayee tamam neeyatein infradi namaz padhne wale ke liye likhi gayee hai. Agar koi shaks imam ke peeche namaz padh raha hai, jamaat ke saath, tab use yeh alfaz jod lene chahiye "peeche is Imam ke" (The above-mentioned intentions are written for an individual performing prayers individually. If someone is following the Imam in congregational prayer, they should add the phrase "behind this Imam" to those intentions.)

Example: Neeyat karta/karti hoon main 2, ya 3, ya 4 raka'at namaz-e Fajr, ya Dhuhr, ya Asr, ya Maghrib, ya Isha ki, peeche is Imam ke, waste Allah ke, munh mera Kaaba sharif ki taraf, Allahu Akbar. (I intend to perform 2/3/4 units of Fajr/Dhuhr/Asr/Maghrib/Isha prayer, behind this Imam, for the sake of Allah, facing the Kaaba. Allahu Akbar.)

Imam:

Neeyat karta hoon main 2, ya 3, ya 4 raka'at namaz-e Fajr, ya Dhuhr, ya Asr, ya Maghrib, ya Isha ki, waste Allah ke, munh mera Kaaba sharif ki taraf, ba-haisiyat inke Imam ke, Allahu Akbar. (I intend to perform 2/3/4 units of Fajr/Dhuhr/Asr/Maghrib/Isha prayer, for the sake of Allah, facing the Kaaba, as their Imam. Allahu Akbar.)