Ghusl & Wudu

What is Ghusl?

(Ghusl kya hai?)

Ghusl (also spelled as ghusul or ghusal) is the Arabic term for a full-body ritual purification in Islam. It is a mandatory washing ritual that a Muslim must perform in certain situations.

Ghusl is an important part of Islamic worship and is considered a means of purifying the body and soul, and seeking forgiveness from Allah. It is also a way of preparing oneself for certain acts of worship, such as prayer or the recitation of the Quran.

Ghusl, Islam mein poore jism ke pakizgi ke liye aik Arabi alfaaz hai. Yeh aik zaroori rasm/riwaj hai jise kuch khas suraton mein balig mard/aurat musalman ko karna lazmi hai.

Ghusl Islami ibadat ka ahem hissa hai aur ise jism aur rooh ki tasfiyah, aur Allah se bakshish talab karne ka zariya tasawwur kiya jata hai. Yeh kuch ibadat ke amalon jaise namaz ya Quran ki tilawat ke liye khud ko tayyar karne ka aik tareeqa bhi hai.

Farz of Ghusl

(Ghusl ke Farayiz)

Ghusl mein teen farayiz hai (There are three mandatory steps of Ghusl)

What is Ablution (Wudu)?

(Wudu kya hai?)

Wudu is an important part of Islamic worship and is considered a means of purifying oneself before communicating with Allah. It is also seen as a way of preparing oneself for spiritual acts, and is often performed several times a day.

Wudu islami ibadat ka aham hissa hai aur Allah se talluq banane se pehle khud ko pak karne ka zariya tasawwur kiya jata hai. Yeh ruhani amalon ke liye khud ko tayyar karne ka bhi ek tariqa tasawwur kiya jata hai, aur aam tor par din mein kai baar ise ada kiya jata hai.

When is Ablution necessary (Wudu)?

(Wudu kab karna zaruri hota hai?)

Farz of Wudu

(Wudu ke Farayiz)

Wudu mein 4 Farayiz hai (There are 4 Mandatory steps in Ablution)